Quiz
Magic Show 
Funny Shairi
Funny Pictures
A Open Letter
Birthday Calculation
Dating Ideas
Home Page

Funny Shairi


 Aaakhain taras gaye tumhara khyal aa gaya
 Ab to chehra dikha do, naya saal aaa gaya

 Gul Gaye Gulshan Gaye, Gul Ke Patte Rah Gaye
 Sare Shayair Mar Gaye, Tum Ullu Ke Pathe Rah Gaye

 Paida hua Wakeel (advocate) to Shaitaan nay kaha
 Lo aaj main bhee Sahab-e-Aulad ho gaya.

 Jahaan gaaye the khushiyon ke taraane,
 Muqaddar dekhiye roye wahiin par
 Hue masjid se Gum juute hamaare,
 JahaaN se paaye the, khoye wahiin par

 Ghar ghar main diya jale, To diwali mat samjho
 Agar main tera peeche paroon, To mawali mat samjho

 Khud ko kar buland itnaa
 Kay Himaalay ki choti pe jaa pahunche
 Aur khuda tumse puche
 Abe gadhe, ab utrega kaise

 Janaza Mera Nikla, Duniya Dekh Ne Nikli
 Magar Woh Zalim Na Nikli, Jiske Liye Mera Janaza nikla

 Teri Beauty Ne Mujko Appeal Kiya,
 Dusri Ko Reject Kiya,
 Aur Tisri Ko Select Kiya.

Sheeshi bhari gulab ki, phatthar se phor doon
Pant wali mil jaye, to ghanghre wali ko chor doon

 Teri zulf kya hai raat ka saaya hai
 Sar mudaa deeya to sawera ho jayega

 Tere ishq main janam kya se kya haal ho gaya
 Badan se badboo aa rahee hai, nahay jamana ho gaya

 Aasman se gira ek chaand ka tukda,
 Usse bhi sundar aapka mukhra.

 Na teer, na talvaar se ghayal hue hain...
 Teri sirf ik nazaar se, ilzaam, Shaayar hue hain

 Apple kaat te hoon knife se,  Paani peeta hoon pipe se,
 Kya zamana aaa gaya,        Joote khata hoon wife se.

Model Corner
Downloads
Mp3 Section
Jokes
New Mobile Tones
Old Mobile Tones
Copyright © 2000-2008 isppakistan.com. All rights Reserved.  
For further details : contact@isppakistan.com